BHARAT KE VEER | 2019 Independent Day Special | Hindi Nation Shayari – is bharat ke veer shayari mein hamne bharat ke saputo ki kahani bayan ki hai & bharat ke veer quotes, and bohat si shayari bhi likhi ye … jarur padhiyega Independent Day Shayari !
Visit codegyan for free programming tutorials.
Jo sukun se hum family, friends ke saat
rehte hai
Yeh mumkin hua hai toh sirf unke kaaran
Jo apna sab kuch chhod kar desh ki sima par tainat rehte hai
Insaan ke rup me farishtey hai yeh
log nahin yeh aam hai
Yeh desh ke veer jawano
tumko hamara salam hai
Also Read : KAISE KAHOON TUMSE | Latest hindi poetry | Shayarix
Tike rehte hai garmi ke dopahare me
nahin hilate kadaki ke sardi mein
Patter barsane walo ke liye bhi
nahin hoti kami inki humdardi me
na jane kaisa jajaba hai
desh ke liye mar mitne ka
Na jaane kitni takat hai
ek jawan ki us wardi me
woh wardi hai toh hai jise
Sine se rakte subah saam hai
Yeh desh ke veer jawano
tumko hamara salam hai
Also Read : YOU LEFT ME.. | one sided sad poetry by Prathmesh Yelne
Hum ajnabeeyon ke liye
chhod dete khud ka pariwaar hai
apno ki yaad me karte
unke khat ka intejar hai
tij tawaar ho, yah ghar me budhe maa baap ho
par desh ke seva ke liye, Rehate har waqt tayiyar hai
Yeh nahi har kisi ke bas ka
mahanta ka yeh kaam hai
Yeh desh ke veer jawano
tumko hamara salam hai
Also Read : RAB SE FARIYAD TO KAR LU | hindi poetry | Shayarix
Jarurat pade toh desh ke liye kar dete khud ko kurbaan yeh
badle me chahiye khafan tirange ka
amar shayido me naam hai
na hai, na hoga
desh me badhkar inse koi
Yeh bharat ke veer jawano
tumko hamara salam hai
Tags : Bharat ke veer quotes, Independent Day 2022, Independent Day Shayari